Maharashtra ke shehar Pune mein afsosnaak waqia, 42 saal ke Sachin Paigude ne choti si baat par apne walid Tanaji Paigude ko chaaku maar kar qatal kar diya! Jhagra sirf TV band karne aur aankhon mein dawa daalne ki baat par hua. Police ne mulzim ko giraftar karke qatal ka muqadma darj kar liya hai.