Honduras ki 21 saal ki TikToker aur TV host Jennifer Nicole Rivas apne ghar mein murda payi gayi! Unki laash 1 October ko Tegucigalpa se mili. Reports ke mutabiq Jennifer mirgi ke marz mein mubtala thi aur maut ka sabab seizure bataya ja raha hai. Fans ne social media par gham aur duaon ka izhar kiya.