Ayeza Khan ke bhai ki shadi ke baad unki ex-fiancée ki purani posts aur tasveerain viral ho gayi jisme Sara Khan ko bhi target kiya gaya. Fans foran Sara ke support mein kharay ho gaye aur kaha ke wo happily married hain Falak Shabir ke sath aur unki family life ko aise rumors se disturb nahi karna chahiye.