Bollywood ke superstar Salman Khan ne khwahish ka izhar kar diya “Ek din mere bachay honge aur jald honge.” Talk show Too Much with Kajol & Twinkle Khanna mein Aamir Khan ke saath guftagu ke doran Salman ne kaha ke unke zyada tar rishte unki ghaltiyon ki wajah se tootay. Fans mein Salman ke is bayan ne kafi excitement paida kar di.