Howrah–New Delhi route par chalti Tata 18184 Superfast Train mein achanak aag bhadak uthi. Afra-tafri ke doran musafir chalti train se kood kar bach gaye. Khushqismati se koi jani nuqsan nahi hua. Driver ne train rok kar sab ko safe nikal liya. 45 minutes baad aag bujhakar train dobara rawana ki gayi.