Karachi: Nazimabad ki Chaula Market mein afsosnaak waqia! Beti ke samne maa par eik shakhs ka tashadud, ungli toot gayi. Bharay bazar mein log sirf tamashai bane rahe, kisi ne rokne ki koshish na ki. Waqia ka case Rizvia thana mein darj, affected khandan ko dhamkiyan mil rahi hain. Ahl-e-khanan ka mulzim ke khilaaf fauri action ka mutaliba.