FIA ne 5 musafir offload kar diye jo Thailand visit visa par Hong Kong jaane ki koshish kar rahe the. Bushra aur asli beta Amjad ke sath 3 musafiron ko jhoote bachay bana kar le jaya ja raha tha. Har eik ne agent ko 1.5 crore rupay diye. Airport Authority ka ahal kar bhi involve mila. Case Anti-Human Trafficking Circle ko de diya gaya.