India ki Supreme Court ne Ambani ke beta Anant Ambani ke wildlife centre Vantara ko allegations se bari kar diya! Court-appointed SIT ne kaha koi illegal animal acquisition, smuggling, ya mistreatment ka saboot nahi mila. Gujarat mein waqia Vantara 150,000 se zyada janwar aur 2,000 species ka ghar hai, jismein duniya ka sabse bara elephant welfare trust bhi shamil.