Islamabad mein TikToker Samiya Hijab case ka bara faisla! Ex-fiancé Hassan Zahid ki zamanat kharij, adalat ne use agwa case mein judicial remand par jail bhej diya, jabke dhamki aur cash chinnay ky case mein 2 din ka physical remand diya. Police keh rahi hai mobile, gari, hathyar baramad honge aur mazeed mulzimaan bhi pakray jayenge.