Pakistan mein naye oil aur gas ke zakhair daryaft! PPL ne Potohar region ke Dhoke Sultan-3 se rozana 2113 barrel oil aur 4.13 MMCFD gas hasil ki hai. Ye Potohar ki second badi discovery hai. Trump ne pehle bataya tha ke US-Pak oil extraction deal tay hui hai. Local production girne se imports barh rahe hain.