Bannu FC Headquarters par Indian-backed khwarij ka hamla, security forces ne foran jawab dete hua 5 militants halak kar diye. Afsoos ke sath Pakistan Army aur FC ke 6 jawan shaheed ho gaye. Blast se deewar gir gayi, 3 civilians zakhmi hua. ISPR ke mutabiq clearance operation jari hai, dushman ko jald saza milegi.