Islamabad court ne TikToker Samiya Hijab ke alleged kidnapper Hassan Zahid ko 5 din ke physical remand pe bhej dia. Samiya ne bataya Hassan rishta reject hone ke baad stalk karta, death threats deta aur zabardasti gari mein bitha kar le gaya. Yaad rahe Samiya ki dost Sana Yousuf bhi isi wajah se qatal hui thi.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *