Salman Khan ne Bigg Boss ke show me kaha ke unhe abhi tak “sacha pyaar” hua hi nahi. Tanya Mittal ke sawal par unhone jawab diya ke na pyaar hua, na kuch adhura raha. Salman ki love life hamesha media ka focus rahi. Somy Ali, Sangeeta Bijlani, Aishwarya Rai, Katrina Kaif aur Iulia Vantur ke sath unke rishte discuss hote rahe.