Millat Town morh par wrong way aate dumper ne bike ko takkar maar di, 2.5 saal ka Arham Muhammad mouqa par jaan bahaq. Alfalah thaana mein muqadma darj hoga. Kal raat Korangi Road par 2 accidents mein 2 log jaan bahaq, eik aurat zakhmi. Nadra Center aur Qayyumabad ke paas bhi truck aur bus ki takkaron se halakatein