Provincial Disaster Management Authority (PDMA) KP ke mutabiq, barsaat aur flash floods se ab tak 406 log jaan bahaq aur 245 zakhmi hochuke hein. Sirf Buner mein 237 deaths aur 128 zakhmi report hua. Swabi, Shangla, Mansehra, Bajaur aur Swat bhi shadeed mutasir. 2810 gharon ko nuksan, 324 schools affect, 18 tabah. Floods se 5916 livestock bhi halak hua.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *