America ke mashhoor reham dil retired Judge Frank Caprio 88 saal ki umar mein pancreas cancer ke sabab inteqal kar gaye. Woh kuch dinon se hospital mein under treatment the. Apne insaaf pasand aur reham dil faislon ki wajah se duniya bhar mein mashhoor the. 40 saal service ke baad is saal retire hua. Unka aakhri video message social media par viral hai.