PTA ne digital safety ke liye nayi guidelines jari kar di. Authority ka kehna hai ke strong aur unique passwords financial aur social media accounts ki security ke liye zaroori hain. Citizens ko advise di gayi hai ke weak passwords jaise DOB aur simple words avoid karein, 2-factor authentication enable karein aur passwords regular change karte rahen.