Rawalpindi ke Rawat area mein illegal organ transplant gang be-naqab. Police ne bungalow se secret operation theatre pakra, raid ke doran Hanan Khan ko rescue kiya gaya jiska kidney nikaal liya gaya tha. 4 mulzim giraftar, 6 farar. Medical equipment baramad. Hanan ko job ka jhansa de kar be-hosh kiya gaya tha. Case darj, tehqiqaat jari.