Drama series ‘Madaar’ ka aik romantic honeymoon scene social media par viral hone ke baad kafi tanqeed ki zad mein aa gaya hai. Viewers ne Humayun Ashraf aur Sumaiyya Baksh ke is scene ko behayai aur fuzool qarar dete hue Green Entertainment aur PEMRA par sakht narazgi ka izhar kiya hai.