Superstar Mahira Khan ki ‘Nilofar’ ki promotion aur drama ‘Mitti De Baway’ mein spocked eyebrow look par aesthetic dermatologist Dr Osama Babar ne baat ki hai. Unhon ne kaha ke yeh botox ki wajah se hai, jabke pehle Mahira ke makeup artist ne ise sirf face tape qarar diya tha.