Sadia Imam ne beton ki behtar tarbiyat par zor dete hue kaha ke walidain ko apne beton ki achi upbringing karni chahiye. Unka kehna tha ke sahi tarbiyat se hi betay aage chal kar aise shohar bante hain jo apni biwiyon ko izzat, muhabbat aur samajhdaari ke sath rakhte hain.