Legendary adakara Bushra Ansari ne mardon ke liye social media par aik ahem paigham share kiya hai. Wall chalking ki tasveer share karte hue unhon ne likha ke “aurat par hath uthana mardana kamzori hai”, jis par fans aur awam unke is sakht aur zaroori moqaf ko behad sarah rahe hain.