Maroof content creator Maaz Safder aur unki wife Saba Maaz ke haan beti ki pedaish hui hai. Naye mehman ke aane par jori ko social media par fans aur mubharkbaad dene walon ki taraf se behad muhabbat mil rahi hai, jabke Maaz ne is khushkhabri par Allah ka shukr ada kiya hai.