Pakistan ki famous adakara Maya Ali ke purane interview ka aik clip viral ho raha hai jismein unhon ne bataya ke unka asal naam Mariam hai. Unka screen name ‘Maya’ aik show ke kirdar se shuru hua tha, unhein bilkul andaza nahi tha ke yeh unki pehchan ban jayega.