Maaroof adakara Ayesha Omar ne rishton aur personal growth ke mauzu par aik gehra paigham share kiya hai. Unka kehna hai ke asal healing tab shuru hoti hai jab hum doosron se validation maangna band kar dete hain aur rishton ko sirf chune jaane ka zariya samajhna chhor dete hain.