Maaroof singer Atif Aslam aur unki biwi Sarah ne Dubai mein aik Diwali party ke doran shandar aur elegant look mein shirkat ki hai. Dono ki is khoobsurat appearance ne wahan mojood sabhi logon ki tawajjah apni taraf khainch li aur social media par bhi khoob pasand ki ja rahi hai.