Waqar Zaka ne shadiyon ki rasoomat par baat karte hue kaha hai ke Pakistan mein musalmano ke liye mehndi ke dance par pabandi honi chahiye. Unhon ne sawal uthatay hue kaha ke aesa konsa Islam is baat ki ijazat deta hai. is bayan pe kafi loug Waqar zaka se agree kar rahe hain.