Hit drama ‘Dar-e-Nijat’ mein Sheheryar Munawar ke kirdar ‘Abu Bakar’ par netizens ne aik mazakiya galti pakar li hai. Social media meme makers aur fans ka kehna hai ke Abu Bakar har cheez mein perfect hai lekin lagta hai driving mein nahi, jis par ab Internet par mazakiya charcha jari hai.