Maaroof YouTuber Rajab Butt aur unki wife Eman Fatima ke darmayan khula aur jahez ke qisaay mein hairankun tafseelat samne aayi hain. Eman ke wukala ke mutabiq Rajab par 21 lakh ka jahez, 67 lakh ka sona aur 24 lakh rupaye maahana kharcha ada karne ke liye legal case file kar diya gaya hai.