Pakistani Adakara Hareem Farooq ne bataya ke Hania Aamir ko unhon ne hi industry mein launch kiya tha, lekin Hania ki apni qismat aur mehnat aisi thi ke unhon ne bulandiyan chu leni thin. Hareem ka yeh pyara aur hosla afza andaz fans ko bohot pasand aa raha hai.