Social media star Rajab Butt aur Emaan ka mamla samne aya hai jahan Emaan ne Rajab se apne jahez ke 87 lakh rupaye wapas maange hain. Iske sath hi unhon ne apne aur bete Kivan ke guzar-basar ke liye har mahine 7 lakh rupaye monthly maintenance dene ki bhi demand ki hai.