Drama ‘Dar e Nijaat’ ke naye episode mein Zaryab ki shaadi ke baad aam middle-class zindagi ka Tajurba samne aya hai. Saas Khushbakht ne usay local clinic aur bazar ki sair karwai, jahan rickshaw ki ride aur sadhe kapron ki kharidari par fans is nayi saas-bahu ki jori ko behad pasand kar rahe hain.