Maroof adakara Saboor Aly ne apni 1.5 saal ki beti Serena ko pre-school dakhil karwane par wazahat di hai. Unka kehna hai ke wo apni beti ko social skills sikhana chahti hain. Lekin internet sarfeen ne itni chhoti umar mein bachhi ko school bhejney par Saboor ko kafi tanqeed ka nishana banaya hai.