Adakara Zoya Nasir ne apni zindagi ke aik bare faisle par se parda uthaya hai. Unhon ne bataya ke 28 saal ki umar mein unhon ne apna salon business chhor diya tha taake wo adakari mein apna career bana sakein. Unka yeh faisla unki zindagi ka aik ahem morr sabit hua.