Adakar Ahsan Khan ko unke naye drama ‘Aap Ki Izzat’ mein Tabish ke kirdar par shandaar tareef mil rahi hai. Unki behtareen acting ne aik baar phir sabit kar diya hai ke wo apni generation ke behtareen adakaron mein se aik hain. Fans unki adakari ko behad appreciate kar rahe hain.