Maroof adakara Hira Mani ne Mani ke sath apni kamyab shadi ka raaz bataya hai. Unhon ne bataya ke unki din mein 10 baar kutton ki tarah larai hoti hai, lekin Mani hi unka wahid behtareen dost hai. Hira ne kaha ke larai ke bawajood wo sara din Mani se baatein karti hain.