Maroof adakara Mishi Khan ne ‘Tamasha Season 5’ ke hawale se ARY Digital par shadeed gusse ka izhar kiya hai. Unhon ne kaha ke episodes ko YouTube par na lagana aur ARY Plus app par 24 ghante live chalana show ka maza kharab kar raha hai. Fans bhi Mishi Khan ki is baat se poori tarah ittefaq kar rahe hain.