YouTuber Rajab Butt ne Alina Amir ki tareef karte hue kaha ke Punjab se wahi wahid larki hain jo Aizal ke liye aage aayi hain. Unhon ne bataya ke Alina Aizal ki walida se musalsal rabte mein hain aur wo unse behad mutmaeen hain. Is bayan par social media par behas shuru ho gayi hai.