Hum TV ka naya drama ‘Gulbahar’ on-air ho gaya hai, jis mein Sanam Saeed, Emmad Irfani aur Komal Meer markazi kirdar ada kar rahe hain. First episode dekh kar awam ne isse kafi pasand kiya hai. Log Sanam Saeed aur Emmad Irfani ki jodi aur damdar acting ki tareef kar rahe hain.