YouTuber Rajab Butt ne adakara Sehar Khan ki kamyabi par tanqeed karke naya lafda shuru kar diya hai. Sehar Khan ke tanqeed karne par Rajab ne ghusse mein aakar kaha ke un ke views TV dramas se zyada hain. Social media par log Rajab ke is maghrurana rawaiye par unhein shadeed bura bhala keh rahe hain.