Maroof Pakistani singer aur adakar Ali Zafar ne Bollywood star Katrina Kaif ki body shaming ke khilaf difaa kiya hai. Postpartum weight gain par Katrina ko tanqeed ka nishana banaya ja raha tha, jis par Ali Zafar ne kaha ke aurton ko un ke mukhtalif marahil par judge karna bilkul ghalat hai.