Maroof adakara Momina Iqbal ne harassment aur blackmailing ke baare mein baat ki hai. Unhon ne bataya ke shadi se sirf 12 din pehle video viral hone ki wajah se wo bohot zyada pareshan aur zehni dabao ka shikar ho gayi thi. Social media par fans un ki is baat par kafi hamdardi dikha rahe hain.