Maroof Achor aur siyasatdan Iqrar Ul Hassan ne apni shadiyon aur biwiyon ke sath muhabbat ke taaluq par baat ki hai. Unhon ne kaha ke Farah unse sab se zyada muhabbat karti hain, jabke Qurat Ul Ain un ki sab se aziz biwi hain. Unhon ne mazaq mein kaha ke yeh batane se ghar mein ladai ho sakti hai.