Maroof personality Emaan ne apne Instagram account par apna naam badal diya hai. Unhon ne apna surname ‘Rajab’ se badal kar ‘Assad’ kar liya hai aur ab unka profile name ‘Emaan Assad’ ho gaya hai. Social media par un ke is naye update ki wajah se fans tawajjah de rahe hain.