‘Maroof adakara Momina Iqbal ne taaluqaat aur muhabbat ke hawale se aik dilchasp quote share kiya hai. Unhon ne likha ke aurat ka apna ghar ho ya na ho, par uska banda sara ka sara uska hona chahiye. Social media par fans un ke is bayan ko kafi pasand aur share kar rahe hain.