Maroof Pakistani cricketer Shoaib Malik ne apni shadi ki afwahon par mazahiya rad-e-amal zahir kiya hai. Unhon ne kaha ke wo aksar apni shadi ki khabrein sun kar hairan reh jaate hain. Shoaib ne mazaq me kaha ke wo yeh afwah phelana chahte hain ke wo aik gentleman hain.