Maroof actor Arslan Naseer ne showbiz industry me hone wali ziyaadati par dil ka haal bayan kiya hai. Unhon ne bataya ke haqdar hone ke bawajood jab mauqay doosron ko diye gaye toh unhein kafi mayusi hui. Unka yeh bayan social media par fans ke darmayan kafi zair-e-behas hai.