Maroof actress Hania Aamir ko mulk me hone wale afsoosnak saniha PIMS hospital par khamoshi aur social media par dance video share karne par tanqeed ka samna hai. Fans ka kehna hai ke jab qaum 14 bacchon ki maut par ghamzada hai, toh celebrity hone ke naate unhein sensitive hona chahiye tha.