Pakistan ki Maroof famous model aur talented actress Sadaf Kanwal ne apne shohar Shahroz Sabzwari ki salgirah par aik muhabbat bhara paigham share kiya hai. Unhon ne Shahroz ki zindagani ko Allah ki bari nemat qarar diya aur unke sath khubsoorat tasaveer post karte hue unka shukriya ada kiya.