Maroof adakaara Sadia Imam ne Good Morning Pakistan me khulaasa kiya ke show-biz me unke mard sathiyon ne unhe dhoka diya aur unke khilaf saazishein kien. Unhon ne bataya ke mard adakar unhe kaam se nikalwane ki koshish karte thay kyun ke wo shooting par partying karna pasand nahi karti thien.